19 September 2016

Unknown

SEO kya he Janiye hindi me

SEO kya he isebare me aj humlog janege.SEO ka full name Search engine Optimize . Humlog jab google pe jake kuch search karte to search result pe google kuch show karte .google jo keyword show karte usko SEO optimize karke her ek blogger first page me leke ate isko hi seo bolte. Mere mutlab ap ek site banaya "mobile tips "leke  but ap Us blog site ka SEO nahi karaya. Our dusara ek admi o bhi ek blog create kia o bhi "mobile tips" leke site banaya our o apni blog ko achhe se achhe SEO kiya . To search result me apka page sabse last me ayega our jo dusara admi achha SEO kiya uska search result me first page me ayega .
SEO kya he

SEO kya he kitne prakar

SEO kitne Prakar:-
SEO 2 tarhaka hoti he .1)one page seo. 2)off page seo.
1)One page Seo:-
One page seo usko bolte jo kam site ka head tag pe karna padra.mere mutlab humlog search result pe first page me lane ke liye site ka undar jo kam karte uskohi onpage seo bolte.
2)Off page SEO:-
Website ya blog ka bahar jo kam humlog karte usko offpage seo bolte .mere mutlab humlog site seo karne ke liye site ko achha visitor lane ke liye social network me share karte isko hi offpage seo bolta hey.
Offpage seo our bhi koi tarhase kar sakte jais blog commenting,backlink etc.
Ap agar koi bhi blog pe comment ke sath sath apna blog ka link de de to apka ek back link banta isko hi backlink bolta.
Dosto in this post me ap SEO ka ek simple knowledge le liya hoga.agar apko ye post achha laga to ap please ek comment kar dena .keuki apka ek comment mere liye bahut kimti . Apka comment humko dusara achha se achha post likhne me madat kar sakte.

Unknown

About Unknown -

He is 25 year old geeky nerd from a little town in India. He is an avid Blogger, Web Designer and Freelancer. He is mostly interested in SEO and playing with codes.our New Blogger ko hamesha honest ka sath help karte.

Subscribe to this Blog via Email :

1 comments:

Write comments
Unknown
AUTHOR
19 September 2016 at 14:34 delete

friend koi bhi help chaiye to commet pe puch sakte ho.

Reply
avatar