2 November 2016

Unknown

sbi online banking ke bare me hindi me puri zankari

sbi online banking ke bare me hindi me puri jankari. Ha dosto aj me isi topic pe post likhne ja raha hu. Sabse pehele apko may bata dena chahata hu SBI ke full name State Bank of india. India me bahut sare bank hey. Our issmese state bank of india vi ek bank he. Indiame jitne vi bank hey state bank bahut famous hey.
sbi online banking

Aj me isi post pe bate karungi kaise state bank of india me register kar sakongi? Our iski puri zankari dengi. Ap online bank se kya kya faida uthah sakte iske bare me vi bate karungi. Friends aj ke jamaname her internet usser ko online banking jaruri hey.iske bina ap online mey kuch ker nahi paogi.

Sbi online banking kya hey?

Sbi ke full name state bank of india hey. Isko short name sbi ke bare me hi jana jate. Ap agar sbi ke internet banking ke faide utana chahate ho to pehele iske bare me puri zankari hone chahiye. Apko pehele janna hey kaise state bank of india me khata kholte? Badme apko sbi ke internet banking ke bare me janna hey. E sab khuch may isi post pe batane ja raha hu.ap agar ghar bayte bayte payment transfer,bill payment, movie ticket,bus ticket,train ticket kharidna chahate ho to apko sbi ke internet banking use karna padengi. Aisa to indiame bahut hi bank hey but sabse behtar he sbi. Because iske behtar survise ke liye.

Kaise ap sbi online banking ke liye apply karongi?

Apko agar State bank of india ke internet banking use karna he?. To sabse pehele apko sbi me khata khulna padega. Khata khulne ke liye ap jis area me rahate ho us area ke branch me jake apko form fill up karke khata khulna padenge. Ap State bank india me khata khulne ke badhi state bank of india ke online banking ke liye apply kar sakongi. Sbi ke internet banking me apply karne ke pehele apko iske security ke bare me vi achhi zankari hone chaiye. Keuki aj ke jamaneme bahut sare bank account hack vi ho rahi hey.Isi liye apko pehele sbi ke security ke bare me achhe jankari hona jaruri hey. Apko agar iske bare me jada jankari nahi hey to ap sbi ke site me jake puri jankari le lo. Apko sbi internet banking me apply karne ke liye apke branch me jake ek form fill karna hey. Form fill karne ki bat kuch dino intezer karna hey. Niche iske bare me details di gaye hey.

Sbi online banking mey apply ke bad kitne din intezer karna hey?

Ap agar apke bank me state bank of india. ke online banking form fill karke jama kar diye hongi. to apko password ke liye kuch dine intezer karna padegi. Apko 10-15 day wait karna padegi pre printed kit ke liye. 10-15 days ke bad apke address mey ek letter ayengi sbi se usmey apke pre printed kit rahengi. Apko is pre printer kit ko use karke usser name our password set karna padegi.

Sbi onine banking ke faide

Ap agar state bank of india ke online banking use kar rahi ho to apko. Banking ke kam ghar baite baite ker sakongi. Our bhi bahut sare kam kar sakungi.jaisa ki..

Payment transfer me :- ap agar kisi dusare ke bank account me payment transfer karna chahate ho to. Apko bank kane ki jarurat nahi ap apne online account se ghar bayte bayte payment transfer ker sakongi.

Bill payment me use:- ap apne electric bill vi online me jama ker paogi.

Bus, train ticket ke liye:- ap agar bus, train ke ticket boocking karna chahate ho to ap book ker sakte.apko only payment sbi select karna hey.

Online shoping:ap state bank of india ke internet banking use karke. Online me bahut sare kuch shoping ker sakte.

Ap agar internet pe kam ker rahi honge to ap sbi ke internet banking. Use karke apne busness ko age bada sakte. Ap sbi internet banking Domain kharidne me bhi use kar sakongi.  Ap goddady me se domain kharid sakte. Our bhi bahut sare site me sbi use kar sakongi.

Friends humko ummed he ki apko State Bank of Indiake online banking ke bare me puri zankari mil hi gaye hongi. Agar apko koi bhi madat ke jarurat hey to ap comment pe apne comment ke jariye puch sakte. May 1 hour ke ander reply ker dungi.

Ap agar blogging me naye ho agar apko blogging me help chaiye ap humse madat le sakte. Apko agar blogging se paise kamana hey to ap humse contact kare.


Friends is blog may 19sep 2016 me banaye apke help ke liye.  But iyne din ho gaye humko jada response nahi mile. Keu malum nahi. Ho sakte hey may tik tarha se aplogko samja nahi pa raha hu. Please aplog mere post pe response jarur kare. Keuki her blogger chahate hey usike post me achhe se achhe response mile. To please friend ap isi post ke niche comment pe apne comment kare.

Unknown

About Unknown -

He is 25 year old geeky nerd from a little town in India. He is an avid Blogger, Web Designer and Freelancer. He is mostly interested in SEO and playing with codes.our New Blogger ko hamesha honest ka sath help karte.

Subscribe to this Blog via Email :